Author Topic: Muddato,n Ki Dosti Ko -- A Ghazal  (Read 3785 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Perozai R!nd

  • Baloch
  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 2685
  • Karma: 75
    • Baask - The Home Of Balochi Language & Literature
Muddato,n Ki Dosti Ko -- A Ghazal
« on: April 15, 2007, 10:46:53 PM »
Muddato'n ki Dosti ko Pal Bhar Mei Mitate Hein Log
kitni Aasani Se Rishto'n ka Bharam Tod Jaate HeiN Log

Yoo'n To kerte Hein Hazaro'n Waade Dosti Nihbane ke
Mager  Aksar  Nihbana  Bhool  Jaate  Hei  Log

khud Bewafai Karte Hein Aur Naadim Bhi Nahi Hote
Apne Sab Ilzaam Dusro'n Par Lagaate Hein Log

Dost Aur Dosti  Sirf  Pal  Bhar  Kee   Khushi   Hai
Raah Agar Dushwaar Ho To Beech Rah Chorr Jaate Hein Log