Author Topic: khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?  (Read 39160 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« on: September 14, 2005, 11:38:16 AM »
Azeezan-e-bazm
PurkhlooS tasleemat,

pichle mazmoon kee taraH se yeh mazmoon bhi ek sawal kee bunyaad par 2 saal qabl teHreer kee gayee hai jo ek bazm meN eHbaab se poocha gaya thaa.

youN tu iss sawal aur ehbaab ke jawabaat ka rang iss mazmoon se qatan' mukhtalif thaa lekin hamaare jaise saada fehm logoN ko unn falsfiyaana mubahicoN meN gannchakkar banne se bachaane ke liye aasaan zabaan meN maiN ne ek jawab daine kee ek mamooli koshish kee hai jise iss bazm meN aap sab se share karna chahtee hooN.

apnee dua'oN meN yaad rakhiye gaa

mamnoon-o-talib-e-dua

Zahida Raees :Raji:



Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Abdullah

  • Global Moderator
  • *****
  • Posts: 105
  • Karma: 6
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #1 on: September 15, 2005, 02:40:31 PM »

Sister Raji,

MaashaAllah, buhut umdagi se aap ne aik aise sawaal ka jawaab diya jisko samajH kar es tara saaf aur aasaan lafzooN meN pesh karna har kisi ke liye mumkin nahi. MujHey ummid hai k aap aaenda bhi esi tara apni basirat ki roshni se zehnoN ko roshan karti raheNgi (insha Allah).

Jazakallahu Khairan Katheera,

Abdullah

Offline Ghulam bin Shaban

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 283
  • Karma: 11
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #2 on: September 15, 2005, 07:02:19 PM »
Sis.Raji
Maashaahlla bohut achee, deen mea mazboot-o,deen dar ladkee bout koob, merae taraf say SHABASH.Koob sorat aur ache bathe.Koda ap ko salamat aur lamba zindage deday Ameen.
ap ka bayee.
Ghulam

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #3 on: October 08, 2005, 09:23:24 AM »
Quote from: Abdullah

Sister Raji,

MaashaAllah, buhut umdagi se aap ne aik aise sawaal ka jawaab diya jisko samajH kar es tara saaf aur aasaan lafzooN meN pesh karna har kisi ke liye mumkin nahi. MujHey ummid hai k aap aaenda bhi esi tara apni basirat ki roshni se zehnoN ko roshan karti raheNgi (insha Allah).

Jazakallahu Khairan Katheera,

Abdullah


Dear brother Abdullah, aap ke Khat aur HoSlah^afzaii ke liye shukrguzaar hooN.
apnee dua'oN meN yaad rakhiye gaa.

Wassalam
Zahida Raees :Raji:
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #4 on: October 08, 2005, 09:26:55 AM »
Quote from: Ghulam bin Shaban
Sis.Raji
Maashaahlla bohut achee, deen mea mazboot-o,deen dar ladkee bout koob, merae taraf say SHABASH.Koob sorat aur ache bathe.Koda ap ko salamat aur lamba zindage deday Ameen.
ap ka bayee.
Ghulam


Respected Dear brother Ghulam,

yeh aap ke moHabbat hai keh urdu maiN mujhe Khat likh rahe heN. aap mujhe english yaa balouchi meN bhi likh sakte heN.
aap kee naik duaoN ke liye shukr-guzaar hooN.

hamesha apnee dua'oN meN jagah deejiye gaa.

wassalam
shume kaster
Raji
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Gazzin

  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 8
  • Karma: 3
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #5 on: October 08, 2005, 09:50:19 AM »
dear raji
deen ke mozoh pe mokala padha, bohot achha laga, likin aapne jo sawal key hain onn sawalon ka jawab serf aapko 2 kitaboon mein melinge. aap apne maloomat ko azafa karne kay ley, Insan Bada Kaise Bana aour Moosa Sey Marx Tak. ka motaleha karin aapko sab key jawab melin gey, yeh ketabeen Saddar ke book stallon meiin dasteyab hein, mojhe ommid hey ke zaroor in ketaboon ki dondhen ke koshish karingi,
salamat bate
Gazzin

Offline Imran Mullahzai

  • Semi Seniour Baask
  • ***
  • Posts: 159
  • Karma: 3
    • http://www.apniisp.com
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #6 on: October 08, 2005, 01:50:43 PM »
Assalam-o-Alaikum Wa Ramatullah

Dear Sis Raji,

"Jazakallah" Thanks for sharing above cited subject, really we gain and improved our knowledge.  (F)



Offline Ghulam bin Shaban

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 283
  • Karma: 11
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #7 on: October 09, 2005, 12:48:07 AM »
Bro.Mullah Zai
I think that is true sis.Raji has a brillent  knowledge in all threads keep it up :>

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #8 on: October 14, 2005, 11:26:18 AM »
Quote from: Gazzin
dear raji
deen ke mozoh pe mokala padha, bohot achha laga, likin aapne jo sawal key hain onn sawalon ka jawab serf aapko 2 kitaboon mein melinge. aap apne maloomat ko azafa karne kay ley, Insan Bada Kaise Bana aour Moosa Sey Marx Tak. ka motaleha karin aapko sab key jawab melin gey, yeh ketabeen Saddar ke book stallon meiin dasteyab hein, mojhe ommid hey ke zaroor in ketaboon ki dondhen ke koshish karingi,
salamat bate
Gazzin


Respected Dear Gazzin,
Assalam-o-alaikum

aap ne is mukalme ko saraha jis ke liye tae dil se aap kee mamnoon hooN. jin kitaabooN kee janib aap ne isharah kiya hai inshaAllah ba'ad az eid waqt nikaal kar inheN talaash karne kee poori koshish karooNgii.

lekin is ziman meN ek choTee see baat kehne kee jisarat karooNgii voh yeh ke baqaul ek a'alim-e-din  (unhooN ne ek Hadeec ka bhi Hawalah diya tha jo mujhe is waqt yaad naheeN hai) keh voh ilm jo kisee mubahice meN bartaree paane ke liye HaSil kee jaye Khuda kee baargah meN use darjah naheeN milta so isee Khauf se maiN in kitabooN kee Khud se koshish kabhi naheeN kartee haaN jahaN bhi jis nuqte par mera zehn nah maane yaa kisee insaan kee baat mujhe uljha de use zaroor kisee a'alim yaa mustanid kitaab se talaash karne kee koshish kartee hooN.

ek baar phir aap kee rehnumahii ke liye shukriyah ada kartee hooN is yaqeen ke saath keh aahinda bhi aap rehnumahii karte raheNge.

wassalam

Zahida Raees :Raji:
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Baluch

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 207
  • Karma: 2
Re: khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #9 on: February 25, 2007, 01:46:46 PM »
I Don't know but guys mostly here use urdu language as there first language and sister zaheda u should have to translate this in balochi for who don't understand urdu
Revolution Revolution Till Victory

Offline samko

  • shan-e-Balochan
  • Semi Seniour Baask
  • ***
  • Posts: 129
  • Karma: 0
  • shan-e-Balochan
Re: khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #10 on: February 23, 2009, 03:59:49 PM »
jazak_
Zaiba-e-Balochistan
............................

Offline ~Mahrang~

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 223
  • Karma: 81
Re: khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #11 on: February 24, 2009, 04:58:52 AM »
I Don't know but guys mostly here use urdu language as there first language and sister zaheda u should have to translate this in balochi for who don't understand urdu

 (y)


Offline Imraan saaqib

  • Baask Poet
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 22
Re: khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #12 on: April 18, 2009, 01:50:06 PM »
mana hancho laggeet kay shumay mazmoon Huda'ha yak shakhsiyat ay lekaga int hancho kay beshtar mazahib peshdaar anth.
hanchay shakhsiyat ay kay boss ay balken super boss ay
aara baqaaida thab ay ast
chiz ay dost o naa-dost beet
insan kay aai sub-ordinate ay k aa insanay baarwa sharri o haraabi ay faesla kanth, grifth kanth.
ya hanchay shakhsiyat ay kay chiz ay jod kanth invent kanth ya super inventor ya creator inth.
o padda eh kull jahan ay invention ya creation ay badal aa,,,
ibadat ay shakl aa wati satha o toseep ay thamaha gwashga wa nalotaga int bale pada gwasheet ka pa insaane nijaat aa aai ibaadat allam int yaani indirectly aa wati sata ay taalib int hum,
O pada eh shakhsiyat ibadat kanoka yaani wati yaat o toseep o sata kanoka jannat ay hum khaaka ay pesh daareet kay sar sabz o shaadaab o sheer o shakkal ay kaor tachanth o 70 hoor o bekasaas ghilmaan hum rasanth o gon gon qaddah hum.
pada eh shakhsiyat kay ibaadat ay taalib wa na int balay agan kasay ibaadat nakanth guda jannat ay opposit Doza ay bheemnaaken khaaka ha che ibadat nakanokara turseniit..
eh shakhsiyat eh hum claim kanth mani hukm aa abed yak thaak ay nasuriit o pada mahlook ay radi aa'n hamawani badda daur danth kay eh shome radkaari anth o pada doza ay aas aa dema kaareeth., bale eh justh ay idaara nest kay tai hukm aa abed taak ay nasureet guda mani radi mani chiya???
pa man Huda ay eh soorat baaz jhulgulumb o mixed int.
mani hayala eh Huda ay Capitalist shape ay kay mahlook aa wati jind ay calculative capitalist instinct ay kay wati na=mutmaen ay arwah ay saarth o sarpad kanaga go'n mehdoode'n maarisht ay mutabiq jod kutag.

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
Re: khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #13 on: April 18, 2009, 03:10:32 PM »
mana hancho laggeet kay shumay mazmoon Huda'ha yak shakhsiyat ay lekaga int hancho kay beshtar mazahib peshdaar anth.
hanchay shakhsiyat ay kay boss ay balken super boss ay
aara baqaaida thab ay ast
chiz ay dost o naa-dost beet
insan kay aai sub-ordinate ay k aa insanay baarwa sharri o haraabi ay faesla kanth, grifth kanth.
ya hanchay shakhsiyat ay kay chiz ay jod kanth invent kanth ya super inventor ya creator inth.
o padda eh kull jahan ay invention ya creation ay badal aa,,,
ibadat ay shakl aa wati satha o toseep ay thamaha gwashga wa nalotaga int bale pada gwasheet ka pa insaane nijaat aa aai ibaadat allam int yaani indirectly aa wati sata ay taalib int hum,
O pada eh shakhsiyat ibadat kanoka yaani wati yaat o toseep o sata kanoka jannat ay hum khaaka ay pesh daareet kay sar sabz o shaadaab o sheer o shakkal ay kaor tachanth o 70 hoor o bekasaas ghilmaan hum rasanth o gon gon qaddah hum.
pada eh shakhsiyat kay ibaadat ay taalib wa na int balay agan kasay ibaadat nakanth guda jannat ay opposit Doza ay bheemnaaken khaaka ha che ibadat nakanokara turseniit..
eh shakhsiyat eh hum claim kanth mani hukm aa abed yak thaak ay nasuriit o pada mahlook ay radi aa'n hamawani badda daur danth kay eh shome radkaari anth o pada doza ay aas aa dema kaareeth., bale eh justh ay idaara nest kay tai hukm aa abed taak ay nasureet guda mani radi mani chiya???
pa man Huda ay eh soorat baaz jhulgulumb o mixed int.
mani hayala eh Huda ay Capitalist shape ay kay mahlook aa wati jind ay calculative capitalist instinct ay kay wati na=mutmaen ay arwah ay saarth o sarpad kanaga go'n mehdoode'n maarisht ay mutabiq jod kutag.


Salam o drout mani wajaen braat,

shome namdi deyst del baaz wash but.

braat peysra man ey nebeshtaank e background a tara gwashag loutan'

yak communist a yak Urdu adabi forum e sara ey jost kotaga pada aahiye passav dayouk baazen' Hindu, eesaai o communitst atan'
Muslims a johud kot passav dayag e bale aahiye gappa chey ey degaa Muslims confused buttan'
ey app wa baaz deyma shut o majbooran Admin a aa topic e jind block kot bale man parcha keh oude yak active member e buttagoun pameshkaa ey gapp maaret keh nou eshaanii ey confusion sobakken waRaa clear kanag loutit.
pameshkaa ma ey passav hamayanii hesaab a likket o daat.

ey Islamic diwwan e tooka dega yak article e ham hast "khuda par yaqeen kyoN" aa hamen gappey tasalsul ent.

agan tao mani passav pah shari bewanten' goRaa allama zaantaga keh Huda a ibadat e zaloorat neyst bale insaan a pah wati jind e nijaat, jind e sukoon e haatira ibadat e zaloorat hast.

Huda yak hastien' agan chush mabutten goRaa ma nagwashtagatan "Ya-Allah", "Ya-Rahmaan", "Ya-Raheem".
Soora e IKhlaaS e tooka wajah huda wat goshagaen keh man kayan' chounenan' o tao mana chey paem maaret kane.

yak gwando e wahad e nazaant keh ibadat cheyent maat janen' chukk e sara gwanden' goshan e patayii o gwashit bechaar man choun kanagayan' tao ham anchush Allah Allah bekan'. agan marden chukken goRaa pet aahiya kollah a sara dant o wati hambarahiyaa masit a baart nou goshii bechaar man choun kanagayan' tao ham anchush Allah Allah bekan'
ey umr a nah chuk ey zaant keh Allah kaent nah ey zaant keh Numaaz chey ent bale maat o pet aahiye zehn saazi kanag e haatira aahiye level e gappa janant o aahiya sarpad kanag e johud kanant.
wahad e gwandu kasaniyaa chey goun ibadat a gerchil bii wat sar wahadey wati umr a kaet rasit durah gappan' saprad bi.

shome neiken wahaganii daahimaa chamdaar
Shome gohaar
Zahida Raeesi

Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Abdullah

  • Global Moderator
  • *****
  • Posts: 105
  • Karma: 6
Re: khuda ko ibaadat kee zaroorat naheeN tu farz kyoN?
« Reply #14 on: April 18, 2009, 08:12:33 PM »
Just want to share my personal point of view on the subject.

By simply looking at the world, and its history, we come to know that only human being appears to have the privilege/capacity of developing and progressing (in constructive as well as destructive manners), which no other living being seems capable of demonstrating. It shows only one thing that, by nature, HUMAN BEINGS have the POWER TO CHOOSE (his ways) or the WILL (to form his opinion) which other living creatures do not have.

1. Question is then, why HUMANS?

We are free to go to any direction/source we like for seeking an answer to the above question. I chose the Quraan for my guidance (you may choose any source you find satisfactory). The following verse of the Quraan (chapter 33, verse 72) says it all:

033.072
We did indeed offer the Trust to the Heavens and the Earth and the Mountains; but they refused to undertake it, being afraid thereof: but man undertook it;- He was indeed unjust and foolish;


“Trust” is the whole point here, and this is something that makes human being the most privileged creature in the Universe. In presence of other creations of Allah, which refused to undertake it, but Human being took the responsibility of being TRUSTworthy for the task.

2. Trustworthy, for what TASK!?

Chapter 51, verse 56 & 57

051.056
I have only created jinns and men, that they may serve Me.

051.057
No Sustenance do I require of them, nor do I require that they should feed Me.


The Purpose or the Task for Man & Jinns to be created, is to Serve the CREATOR (ALLAH) or to be Obedient to Him.

Everything else in the Universe is then just a setup (or an examination hall), designed by Allah, to let His Trustee (man) prove his trustworthiness because Allah has given him the Power/Will to choose & rule in the world. And finally Allah will announce the results, on the Day of Judgment, of what each one of us in this world had chosen to be (obedient / disobedient).

Best wishes,
Abdullah